Monday 22 August 2016

Android Mobile Se PC Ya Laptop Me Internet Kaise Chalaye

.R.K. Mobile Care
Android Mobile Se Computer me Internet Kaise Chalate Hai

Hello Dosto kya aap apne Android Smart Phone se Computer me Internet chalana chahte hai..?
Agar haa..to aaj ki ye post isi topic par bassed hai.Android Phone aajkal aam bat ho gai hai. Aajkal har kisi ke pass ek Android Phone hota hai. Aise me agar aap apne Computer main Internet chalane ko lekar paresan hai to is Post ko pura padhiye…
Is Post me, Main apko bataunga ki kaise hum apne Android Phone ko Computer se Connect kar ke Internet chala sakte hai
.
Android Mobile Se Computer Me Internet Kaise Chalaye
Step 1-  Sabse pahle apne Android Phone ko USB ke dwara Computer ya Laptop se Connect kare

Step 2-  Apne Mobile Ke Data ko On Kare aur check karle ki mobile me Internet thik se khul rahe hai
 Step 3 –  Ab Setting me jaye. Aur Wireless & Hotspot par click kare aur Thethering & portable hotspot me USB Tethering Option par click kar ke Enable kar de

Thethering & portable hotspot
USB Tethering
 Step 4 –  Ab aap dekhenge ki apke Computer ke Desktop me Left Side ke niche ek is tarah ka sign aa rha hoga 


Is sign ka matlab apka Internet Connecting Proccess me hai…
Jab Apka Internet Connect ho jayega to is tarah ka sign dikhega…
Ab aap apne Computer me Internet khol kar dekhiye apka Internet khul rha hoga….Enjoy !

Agar aap ko koi v counfusion hai to comment box me apna sawaal comment kare mai aap ko jawab duga.








My Self Sahab Lal. Es Blog ka admin mai ho. Maine MDCIM kiya hai jiska pura naam(Master Of Diploma And Computer Information Management) hai.Mujhe logo ki hepl karna acha laghta hai

1 comment:

  1. Is blog ka admin mai ho .Mujhe logo ki help karna acha lagata hai mai apne is blog ke jariye logo internet se jude sari jankari dunga vo bhi hindi me taaki kise ko koi parsehnani na ho

    ReplyDelete