Saturday 8 October 2016

Notepad Par Bina Alphabetic Key Ko Touch Kiye AtoZ Type Kaise Kare

R.K. Mobile Care

Notepad Par Bina Alphabetic Key Ko Touch Kiye AtoZ TYPE Kaise KARE

Hello Dosto Aap ka phir se swagat hai.Hamare is blog par pichle post par mai aapko bataya tha ki Android Mobile Se PC Ya Laptop Me Net Kaise Chalay.Vaise ye aap kise se pucheng ke AtoZ typing kar sakte hai bina alphabetic key ko aur OSK(on screen keyboard) ko thouch kiye bina.to vo kahega ki aisa nhi ho sakta h To Aaj Hm janege ki Pc Ke Notepad par aap bina alphabetic key ko chhouye bina aap notepad par asani se a to z typing kar sakte hai.Mere Diye gaye step ko dhyan se padhiya aur follow kare.
Step1 Press Win+R key ko dabay search box me notepad type kare aur ok button par enter kare aap cahye image me dekh sakte hai.


Step2 Notepad open hone ke bad aap usme  Alt+65 type karenge to aap dekhenge ki notepad par A type hoga  aap niche image ko dekh sakte hai

Aab apko samaj me aa gaya hoga thik use prakar  Alt+66, Alt+67etc type karenge to
Aap dekhenge ki notepad par  B C type hua hoga .

Agar apko upar batange gaye step ko karne me koi bhi problem aati hai to aap uska jawab chahte hai to comment karke jarur puch sakte hai mai apko us problem ko solve karunga
Dhanvad !



No comments:

Post a Comment